Tuesday, December 18, 2007

teri tammana

sapne me apne
dikhte hai hi kaha
sach to ye hai ki in dino
sapne aate hi ahi kaha
nind aaye to na sapne aaye
ab to nind aate hi kaha
aankh larane ki itni badi saja hogi
maine pahle socha hi kaha
dil ke dawaj band bhi kar lu
to par bhi man ki khirki khuli hi rah jati ahai
aisa bhi hota hai isk me
maine isse pahle jana hi kaha
kahte hai ki Pyar unse hota hai
kahte hai ki pyar unse hota hai ....
kaun kahta hai ki pyar hamse nahi hota hai
khushiya hoti hi pyar me sadme hote hai pyar me
kahne ka kuchh bhi kah do yar...
dillagi se kuchh badkar nahi hoti hai pyar me
latke jhatke sab hotehai pyar me
par isse hat kaer kuchh aage nahi hote ahai pyar me
kasme wade ,ruthna manana sab hote hai pyar me ...
par kuchh nahi hota hai badkar
jo hota hai aankho ki aar me......