Thursday, April 5, 2007

Dil ka hal

Koi kya jane do dil ka hal
Milne aur bichhrne ka khyalat
Dur hote hai to pas aur pas
Hote hai to bahut dur ka khyalat
Koi kya jane do dil ka hal
Uske samne aane par hosho hawash kar ur jana
Aur dil ki dharkan ka bad jana ,koi kya jane………
Dur hoti ho to khyalo me dubna
Man ke samundar me dur dur tak gote lagana
Koi kya jane do dil ke……..
Samajh me nahi aata hai kya karu,
Us dil ki dharkan me sama jau
Ya apne hi dil ki dharkan ko cheen lood…………..

3 comments:

Pratik Pandey said...

साहिल जी, हिन्दी ब्लॉग जगत में आपका स्वागत है। आपका ब्लॉग HindiBlogs.com में सम्मिलित कर लिया गया है। मेरा सुझाव है कि अगर आप देवनागरी लिपि का प्रयोग करें, तो आपका लेखन अधिक आसाने से पढ़ा जा सकेगा।

mjmashie said...

nice.. but it will be very nice if i know the meaning...

sahil said...

Thank you for your suggestion pratik ji.wish i can do but i am not getting time these days to write but sure next time when i write i will write in devnagrik lipi.