Friday, March 30, 2007

Tum

nasamajh tha main
kya tune samjha diya,
aag ki dariya me,
khule pair chalna sikha diya,
socha teri yaad me,
main bhi taaj mahal banwaunga,
par isne to mujhe katil bana diya,
hashi aati hai apne aap par,
jab main tujhe sochta hoon,
ki kis andhere dil me tune,
ek roshni jala diya.

No comments: